Song Credits
Song – Jaan Ban Gaye
Movie – Khuda Haafiz
Composed & Arranged by Mithoon
Singers – Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Additional Vocals – Keshav, Dilshaad Shabbir Shaikh & Nakul Abhyankar
सारी की सारी Saari Ki Saari 2.0 Lyrics – Darshan Raval | Asees Kaur
Lyrics by Mithoon
label – Zee Music Company
Jaan Ban Gaye Lyrics In English – Mithoon, Vishal Mishra & Asees Kaur
Table of Contents
Ehsaas ki jo zuban ban gaye
Ehsaas ki jo zuban ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Kismat se humein aap humdum mil gaye
Jaise ki dua ko alfaz mil gaye
Socha jo nahi woh hasil ho gaya
Chahun aur kya ki khuda de ab mujhe
Rab se mila ek ayan ban gaye
Khwaabon ka mere mukam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Deen hai ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Harz ruwai meri farz dawai meri
Ishq hua mujhko
Deen hai ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Harz ruwai meri farz dawai meri
Ishq hua mujhko
Jaan ban gaye
Jaan Ban Gaye – Full Video | Khuda Haafiz | Vidyut J| Shivaleeka O| Mithoon Ft. Vishal M, Asees Kaur